Roman script

hu hu lala lala
jo pyar kar gaye, woh log aur the 
jo pyar kar gaye, woh log aur the 
dil mein utar gaye
dil mein utar gaye, woh log aur the
jo pyar kar gaye, woh log aur the
jo pyar kar gaye, woh log aur the
gulshan ke phul phul par shabnam ki bund se
gulshan ke phul phul par shabnam ki bund se
hans kar bikhar gaye, woh log aur the
hans kar bikhar gaye, woh log aur the
dil mein utar gaye
dil mein utar gaye, woh log aur the
jo pyar kar gaye, woh log aur the
marte rahenge hum pe woh jeene ki chaah mein 
marte rahenge hum pe woh jeene ki chaah mein 
keh kar mukar gaye, woh log aur the
keh kar mukar gaye, woh log aur the
dil mein utar gaye
dil mein utar gaye, woh log aur the
jo pyar kar gaye, woh log aur the
jo pyar kar gaye, woh log aur the

Song details