Roman script

jo phul yaha badh chhil na sake 

wo phul waha chhil jayege 

hun is duniya me mil na sake 

us duniya me mil jayege 

likhne walo ne ashko se 

ye ishk teri takdir likhi 

ye paancho dariya bahut roye 

ab gaaresan ne hir likhi

Song details

Song video

Watch on YouTube