Roman script

jo pahli mulakat me sharmata hai ghabrata hai

ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai

mohabbat ki bate khyalo ke mele

tamannao ke mauje ummido ke rele

juba chup hai lekin najar kah rahi hai

koi hamse ulfat ka paygam lele

jo aankh milakar aata hai 

or aankh chura kar jata hai

ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai

jo pahli mulakat me sharmata hai ghabrata hai

ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai

jara gungunao jara muskurao

ho dil me koi gum to use bhul jao

agar tum hasi ho hasi hai ye dunia

mohabbat ke nagme suno or sunao

jo apne hi armano ke tofano se takrata hai

ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai

jo pahli mulakat me sharmata hai ghabrata hai

ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai

jo pahli mulakat me sharmata hai ghabrata hai

ek roz hatheli par dil lekar bhaga bhaga aata hai

Explore this song