Roman script

jo nari tujhe bhakti se pukarti

maa gauri use par tu utarti

ho maa gauri use par tu utarti

jo nari tujhe bhakti se pukarti

maa gauri use par tu utarti

ho maa gauri use par tu utarti

kuch na kamna ho kuch na mangna

jag me mera pal hai maiya teri prarthna

ho maiya teri prarthna

jo nari tujhe man me nit niharti

maa gauri use par tu utarti

ho maa gauri use par tu utarti

dunia tumhari tum ho hamari

khush hai tere raz me raja bikhari

ho maiya raja bikhari

jo nari tumhare charan pakharti

maa gauri use par tu utarti

ho maa gauri use par tu utarti

phul chadau deep jalau

bhakti bhari aarti tujhko dikhau

ho maiya tujhko dikhau

jo nari teri aarti utarti

maa gauri use par tu utarti

ho maa gauri use par tu utarti

jo nari tujhe bhakti se pukarti

maa gauri use par tu utarti

ho maa gauri use par tu utarti

Explore this song