Roman script

jo hua wo kyun hua

aisi na maangi thi dua

rahna chahe ik jagah

phir bhi hain hum yu juda

jo hua wo kyun hua

aisi na maangi thi dua

rahna chahe ek jagah

phir bhi hain hum yu juda

tujhko main chahu apna bana lu

apni alag duniya tujhme basa lu

tujhko main chahu apna bana lu

apni alag duniya tujhme basa lu

mere wado ko bas labj na samjhna

meri yaado ko tum sanjo ke rakhna

tu mil jayegi mujhe

to phir na puchunga main ye

jo hua wo kyu hua

aisi na maangi thi dua

rahna chahe ek jagah

phir bhi hain hum yu juda

mujhko jaise mil gayi thi jannat

tujhse hi sikha maine kya hai mohabbat

mujhko jaise mil gayi thi jannat

tujhse hi sikha maine kya hai mohabbat

meri zindagi mein jaise teri kami hai

sochu main ab bhi aise tu meri hai

tu jo hogi mere pass

to phir na puchhunga main ye

jo hua wo kyun hua

aisi na maangi thi dua

rahna chahe ek jagah

phir bhi hain hum yu juda

pyar mera hai kaafi dono ke liye

rab se bhi main lad jaau sirf tere liye

tu jo hogi mere pass

to phir na puchhunga main ye

jo hua wo kyun hua

aisi na maangi thi dua

rahna chahe ek jagah

phir bhi hain hum yu juda

Explore this song