Roman script

jo dil ne kaha kya tumne suna

jo dil ne kaha kya tumne suna

ab kuch bhi ho dekho naav chali

jo dil ne kaha kya tumne suna

jo dil ne kaha kya tumne suna

ab kuch bhi ho dekho naav chali

jhum jhum are ghum ghum mausam badla

rup rup dhup dhup aachal dhalka

chayi badli wo chup gaya

tera chehra chand bana

jo dil ne kaha kya tumne suna

ab kuch bhi ho dekho naav chali

kaisa hai safar mere humsafar

aaye mujhko harsu tu hi najar

rat bhi hamari din bhi hamare hai

sapne jo bhi dekhe pure ho gaye wo dekho

jo dil ne kaha kya tumne suna

ab kuch bhi ho dekho naav chali

sare rang tere mere rang hai

aate jate mausam mere sang hai

tare bhi hamare najare bhi hamare hai

aankho me tumhari aasu, ban gaye hai moti kaise

jo dil ne kaha kya tumne suna

ab kuch bhi ho dekho naav chali

jhum jhum are ghum ghum mausam badla

rup rup dhup dhup aachal dhalka

chayi badli wo chup gaya

tera chehra chand bana

jo dil ne kaha kya tumne suna

ab kuch bhi ho dekho naav chali

Explore this song