Roman script

kalpana to nahi aata hume tadpana aata hai

ji aane do agar koi yaha diwana aata hai

aa ye diwano ki mehfil me hazamat ho hi jati hai

hazamat ho hi jati hai

hazamat ho hi jati hai

ye diwano ki mehfil me hazamat ho hi jati hai

hazamat ho hi jati hai

hoye ye diwano ki mehfil me hazamat ho hi jati hai

hazamat ho hi jati hai

jo dekhe pyar se koi mohabbat ho hi jati hai

mohabbat ho hi jati hai

jo dekhe pyar se koi mohabbat ho hi jati hai

mohabbat ho hi jati hai

nigaho par nigaho ki inayat ho hi jati hai

mohabbat ho hi jati hai, mohabbat ho hi jati hai

mohabbat ho hi jati hai, mohabbat ho hi jati hai

na nind aayegi dil ko tham logi dard ke maare

judai me kisi ki tum ginogi raat bhar taare

na nind aayegi dil ko tham logi dard ke maare

aji ha dard ke maare suno ji dard ke maare

judai me kisi ki tum ginogi raat bhar taare

ginogi raat bhar taare

ginogi raat bhar taare

ke jab dil se dil milte hai

ye halat ho hi jati hai

ye halat ho hi jati hai

ke jab dil se dil milte hai

ye halat ho hi jati hai

ye halat ho hi jati hai

aa hoye ke jab dil se dil milte hai

ye halat ho hi jati hai

ye halat ho hi jati hai

aa jo dekhe pyar se koi mohabbat ho hi jati hai

mohabbat ho hi jati hai

nigaho par nigaho ki inayat ho hi jati hai

mohabbat ho hi jati hai, mohabbat ho hi jati hai

mohabbat ho hi jati hai, mohabbat ho hi jati hai

Explore this song