Roman script

jo bujhe na kabhi aisi aag lagaungi 

jo bujhe na kabhi aisi aag lagaungi 

jo mite na kabhi aisa dag lagaungi 

jo mite na kabhi aisa dag lagaungi 

jo bujhe na kabhi aisi aag lagaungi 

kaun hun main abhi tu nahi janta 

kaun hun main abhi tu nahi janta 

nam se mere lakho ka dil kanpata 

mera mara to pani nahi mangta

main lahu se tere apni mang sajaungi

main lahu se tere apni mang sajaungi 

ju bujhe na kabhi aisi aag lagaungi 

janati hun bada ba ka chhaila hai tu 

janati hun bada ba ka chhaila hai tu

tan ka ujala sahi man ka maila hai tu 

kya khabar kitni jano se khela hai tu 

aaj apna tujhe me khilona banaungi 

jo mita na kabhi aisa dag lagaungi

Explore this song