Roman script

jo bhi hona hai ho jaayega

in baaton pe tum mat jaana

jo bhi chhahiye use chhin le

aayega to hi woh baahon mein

sapna woh mera sapna tha

ek dil hai yeh mujhe kehta tha

woh bhi aayegi in baahon mein

o o o o 

sapne hazaaron in aankhon mein

manzil milegi inhi raahon mein

armaan machalte hai

har pal yeh kehte hai

chhu liya jaaye aasmaan

o o o o o

jo chahoge usse paana bhi

thoda mushkil hai thoda aasan bhi

par jee bhar ke agar chahoge 

maan lo aayenge woh bhi in baahon mein

(some english verses)

khwaabon mein hi kyun tu aati hai

deewane dil ko tadpaati hai

gar meri chahat pe tujhko yakeen hain toh

aawaz dena tu kahaan

aye meri manzil tu hai jahaan

na jaane meri manzil bhi mujhe mil jaaye

(some english vers)

kahi aaisa ho woh aa jaaye

meri manzil bhi mujhe mil jaaye

phir tu aur main dono mil ke

o o o 

jeet lenge sara jahyaan

jo bhi hona hai ho jaayega

in baaton pe tum mat jaana

jo bhi chhahiye use chhin le

aayega to hi woh baahon mein

(some english verse)

Explore this song