Roman script

pa pa ppa

prap pa pa ppa

tu ru tu

jo aap aaye bahar laye

jo aap aaye bahar laye

hum to nachenge gayenge

aap jaise hai pyare mehman

aate hai roj kaha

aaye to jhume dil ye jawa

jo aap aaye bahar laye

arey hum to nachenge gayenge

arey aap jaise hai pyare mehman

aate hai roj kaha

aaye to jhume dil ye jawa ha ha ha

jo aap aaye he he bahar laye ho ho

l l la l l la l l la l l la 

hum hai jaha samjho waha

mehfil jam gayi

chalti huyi is waqt ki

dhadkan tham gayi

he hum hai jaha samjho waha

mehfil jam gayi

chalti huyi is waqt ki

dhadkan tham gayi

ruke hai khushi ke karwa ha ha ha

jo aap aaye u bahar laye ho ho

mana abhi hum to sabhi kuch hai ajnabi

kal dekhiye kya mod le kiski zindagi

arey mana abhi hum to sabhi kuch hai ajnabi

kal dekhiye kya mod le kiski zindagi

na jane bane kya dasta ha ha ha 

jo aap aaye ho ho bahar laye ho ho

jab dil kare aajaiye jab bhi aaenge

wada raha hum aapka dil bahlaenge

jab dil kare aajaiye jab bhi aaenge

wada raha hum aapka dil bahlaenge

rangeela banega phir sama ha ha ha 

jo aap aaye bahar laye

arey hum to nachenge gayenge

aap jaise hai pyare mehman

aate hai roj kaha

aaye to jhume dil ye jawa ha ha ha

jo aap aaye bahar laye

hum to nachenge gayenge

Explore this song