Roman script

jo aayega vo jaayega

to kurbaani se kya darna

agar sholo pe chalna hai

ho fir jalne se kya darna

jaha par tum ruke humko

waha se aage badhna hai

imaarat desh ki humko yaha

hatho se gadhna hai

laana hai laana hai jo shaanti ko

aane do aane do pehle kraanto ko

chha jaao chha jaao banke tufaan

mitne mitane ka liye armaan

jo aayega vo jaayega

to kurbaani se kya darna

jo aayega vo jaayega

to kurbaani se kya darna

agar sholo pe chalna hai

ho fir jalne se kya darna

Explore this song