Roman script

honge kabhi hm juda honge kabhi hm juda 

maine ye socha na tha ye sitam tum batao kyun hua 

jiya na jai teray bin saatiyhaa 

yaadon mein tu hai raat din saathiya

hongay kabhi hum juda main nay yeh soocha na thaa

yeh sitam tu bata kiyon hua

aain aur jaain mausam mujh ko tanhai ka gham

mushkil safar poochon kisay manzil kahan

dil ka to haal hai aisay sehra mein phool hoon jaisay

wiran hai mera jahan mujh ko nahi hai khabar

kis ki lagi hai nazar yeh sitam tu bata kiyon hua

jiya na jai teray bin saatiyhaa 

yaadon mein tu hai raat din saathiya

gum sum hain pagal naina mehfil mein tanha rehna

oh beqadar kiyon eshq ko 

ruswa kia muhj say taqdir bhi roothi

dil ki umid na tooti tootain gi yeh khamoshian

tum thay meray humsafar kis ki lagi hai nazar

yeh sitam tu bata kiyon hua jiya na jai teray bin saatiyhaa

yaadon mein tu hai raat din saathiya 

yaadon mein tu hai raat din saathiya

honge kabhi hm juda honge kabhi hm juda 

maine ye socha na tha ye sitam tum batao kyun hua 

jiya na jai teray bin saatiyhaa 

yaadon mein tu hai raat din saathiya

Explore this song