Roman script

marij-e-ishq ka kya hai

jeeya, jeeya na jeeya

marij-e-ishq ka kya hai

jeeya, jeeya na jeeya

hai ek saans ka jhagda

liya, liya na liya

marij-e-ishq ka kya hai

jeeya, jeeya na jeeya

hai ek saans ka jhagda

liya, liya na liya

marij-e-ishq ka kya hai

jeeya, jeeya na jeeya

badan hi aaj agar taar taar hain mera

badan hi aaj agar taar taar hain mera

to ek chaak gareban

siya, siya na siya

to ek chaak gareban

siya, siya na siya

marij-e-ishq ka kya hai

jeeya, jeeya na jeeya

ye aur baat ke tu har, rahe khayal mein hain

ye aur baat ke tu har, rahe khayal mein hain

ye aur baat ke tu har, rahe khayal mein hain

ke tera naam zaba se 

liya, liya na liya

ke tera naam zaba se 

liya, liya na liya

marij-e-ishq ka kya hai

jeeya, jeeya na jeeya

mere hi naam pe aaya hain jaam mehfil mein

mere hi naam pe aaya hain jaam mehfil mein

ye aur baat ke maine

peeya, peeya na peeya

ye aur baat ke maine

peeya, peeya na peeya

marij-e-ishq ka kya hai

jeeya, jeeya na jeeya

ye haal-e-dil hain safi

main to sochta hi nahin

ye haal-e-dil hain safi

main to sochta hi nahin

ye haal-e-dil hain safi

main to sochta hi nahin

ke kyu kisi ne sahara 

diya, diya na diya

ke kyu kisi ne sahara 

diya, diya na diya

marij-e-ishq ka kya hai

jeeya, jeeya na jeeya

hai ek saans ka jhagda

liya, liya na liya

marij-e-ishq ka kya hai

jeeya, jeeya na jeeya

Explore this song