Roman script

ha tere bin naa lage dil, sanse na ye chale

na kaha jaaye, na saha jaaye, duri ka dard ye

jeeya jaye naa, jeeya jaye naa

jeeya jaye naa tere bina

puchho to kaise main ji raha, ashko ko apne main pi raha

puchho to kaise main ji raha, ashko ko apne main pi raha

lab pe hai aati jab hasrate, dhota hu hontho ko si raha

ha tere bin naa lage dil, sanse na ye chale

na kaha jaaye, na saha jaaye, duri ka dard ye

jeeya jaye naa, jeeya jaye naa

jeeya jaye naa tere bina

sochata hu in sagar ki leharo ko dekh kar

kyun ye kinare se takra kar laut jati hai

karti hai kinare se bewafai 

ya sagar se wafa nibhati hai

tujhko bhi hoga gam to, aankhe bhi hogi nam to

najare bhi tu churayega

dil bhi dukhega tera, dam bhi ghutega tera

tu bhi yu ji na payega

Explore this song