Roman script

yad ayi bat teri tu jaan meri ye 

dil mera tanha tere bin jee nahi saka

na mujhko chain tha na karar tha mujhko ek pal

ek pal bhi mai to reh nahi saka

jiya jaye na jane jaan phir se hu mai yaha

jaan jaye na jane jaan phir se hu mai yaha

hai wohi log wohi jahan hai phir bhi lagta hai sab naya sa

yuhi bin bat ke muskura raha koi na jane ye hua kya

khwab ya sach ye hai kya khwab sa sach ye ho gaya

aisa ho payega kisko ye tha pata

kisne socha ye tha kise mai bol kya

jiya jaye na jane jaan phir se hu mai yaha

jaan jaye na jane jaan phir se hu mai yaha

gaur se dekhle jara hu abhi bhi wahi jo tha

tu baten man le mujhko pahchan le sach kya hai jaan le

ke ab tere bina jiya jaye na jane jaan phir se hu mai yaha

jaan jaye na jane jaan phir se hun mai yaha

yaad ayi baat teri yaad ayi baat teri

Explore this song