Roman script

jiya dhadak dhadak, aankh fadak fadak

tadpaaye, tum aao to jaana jaaye

aana piya more, aana balam more

aana sajan more aana

ho karna na bahana, piya karna na bahana

aana piya more, aana balam more

aana sajan more aana

ho karna na bahana, piya karna na bahana

aana piya more

tum chand bano main banu chakori

tum shyaam bano

tum shyaam bano, main radha tori

tum shyaam bano

tum shama to main parwana

balam more aana sajan more aana

ho karna na bahana, piya karna na bahana

aana piya more

tum aankh bano main din ban jaun

tum jaan bano

tum jaan bano, main dil ban jaaun

main dil ban jaaun

ye dil hai tera diwana

balam more aana sajan more aana

ho karna na bahana, piya karna na bahana

aana piya more

tum raag bano main saaz banungi

tum geet bano

tum geet main awaaz banungi

haa awaaz banungi

milne ka hai ye zamana

balam more aana sajan more aana

ho karna na bahana, piya karna na bahana

aana piya more, aana balam more

aana sajan more aana

ho karna na bahana, piya karna na bahana

aana piya more

Explore this song