Roman script

jiya bhar aaya mora nain bhar aaye

jiya bhar aaya mora nain bhar aaye

ka kahu hi nnandi

ka kahu hi nnandi

kaun yaad aaye ho kaun yaad aaye

jiya bhar aaya mora nain bhar aaye

jin sang bachpan bita humse kho gaye 

jin sang bachpan bita humse kho gaye 

dil ka kaanch tha najuk tukde ho gaye

ka kahu hi nnandi

ka kahu hi nnandi

kaun yaad aaye ho kaun yaad aaye

jiya bhar aaya mora nain bhar aaye

desh chhod pardesh chale aaye man roye 

desh chhod pardesh chale aaye man roye 

chidiya chug gayi khet bhala ab ka hoye

kaachi umar kahe  

kaachi umar kahe  

neha lagaye ho neha lagaye

jiya bhar aaya mora nain bhar aaye 

jiya bhar aaya mora nain bhar aaye

Explore this song