Roman script

jivan ki kitabo per jo bhi likho kuch bhi na rahega
zindagi ek dariya bahta hai behta hai
bahta hi rahega zindagi ek khawab hai
khawab nahi to hakikat bhi nahi
khusbu ki tamnna hai pehle kanto se lado
phulo se nahi phulo ki mahak se 
apne ko bhelane vale khilte phol bhate hai
murjhane par kya hoga
meri mehfil me saaj chedte hai geet bajte hai pair thirkte hai
duniya ki dulat barasti hai jab mera husan pighlata hai
husan ko benakab karne vale tera kadam ladkhadaya hai
ladkhadata rahega jivan ki kitabo per jo bhi likho 
kuch bhi na rahega

Song details

Song video

Watch on YouTube