Roman script

jitna zaruri man ka milan 

tan ka milan utna hi zaruri

jitna zaruri man ka milan 

tan ka milan utna hi zaruri

ik pal juda na rehna kyu kya ho jae ga 

ik pal juda na rehna mushkil judai sehna 

kadam behak jae itni bhi theek nahi doorie 

jitna zaruri man ka milan 

tan ka milan utna hi zaruri

tum hi tum samai ho meri nas nas mein 

hoke door rahega na dil ye mera mere bas main 

bandh gayi tumse dori aur tum meri kamzori 

bandh gayi tumse dori aur tum meri kamzori 

aise na tarsao pyas karo puri  

jitna zaruri man ka milan 

tan ka milan utna hi zaruri

joru bina ye nagma adhura adhura

do badan mile jab tbhi pyar hota hai pura  

kuch bhi nahi mai tuhj bin kuch bhi nahi tu mujh bin

kuch bhi nahi mai tuhj bin kuch bhi nahi tu mujh bin

aise na tarsao pyaas karo puri

Explore this song