Roman script

jitna bana sako deewana bana do

pyar ke do pal ko fasana bana do

jitna bana sako deewana bana do

pyar ke do pal ko fasana bana do

haan jitna bana sako

hoton pe aakar, ruki hai jo baate

wo kehne ko tum se, chhoti hai ye raate

zara bekhudi se, tum apni keh do

abhi aur karni hai sanam mulakaate

khayalo ko mere tarane bana do

pyar ke do pal ko fasana bana do

haan jitna bana sako deewana bana do

pyar ke do pal ko fasana bana do

haan jitna bana sako

Explore this song