Roman script

jisne jalaya aashiya usko salaam ho 

jisne jalaya aashiya usko salaam ho 

jisne girayi bijliya 

jisne girayi bijliya usko salaam ho

dard ban ke aaye kyu dard ban ke aaye kyu 

aah ban ke jaye kyu aah ban ke jaye kyu

aaye kyu jaye kyu aaye kyu jaye kyu

jo le raha hain imtihaan usko salaam ho

jo le raha hain imtihaan usko salaam ho

bichhada hai mujhse bagbaan bichhada hai mujhse bagbaan 

ab vo kaha main kaha ab vo kaha main kaha

laya bhaar me fiza usko salaam ho 

laya bhaar me fiza usko salaam ho

bakshi hume barbadiya bakshi hume barbadiya

de gaye namuradiya de gaye namuradiya 

jisne mita diya nisaan usko salaam ho 

jisne mita diya nisaan usko salaam ho 

jisne jalaya aashiya usko salaam ho 

jisne jalaya aashiya usko salaam ho

Explore this song