Roman script

jiske sahare rangin nazare 

jivan hain ek ragini 

rup badal ke prem bane jo 

wo hain kamagni 

aha rang me pale, sapno me dhale 

ye hain wo agan tufaa me jale 

jiske sahare rangin nazare 

jivan hain ek ragini 

rup badal ke prem bane jo 

wo hain kamagni 

nikhre kabhi kalao me 

simte kabhi adao me 

nikhre kabhi kalao me 

simte kabhi adao me 

ho jiske karan kaya hain chndan 

sanso me garmi baho me narmi 

pyari lage ye chandani 

aao ham chale chale waha 

pyaar ke deep jale jale jaha 

la la la la la la 

jiske sahare rangin nazare 

jivan hain ek ragini 

rup badal ke prem bane jo 

wo hain kamagni 

dabo agar dabegi nahi 

ye jyoti wo bujhegi nahi 

dabo agar dabegi nahi 

ye jyoti wo bujhegi nahi 

naam ye leke raam siya ka 

haal sunaye apne jiya ka 

jogan hain ye, ye kamni 

iske darde umnge jawaa 

koi isse bacha hain kaha 

la la la la la la 

jiske sahare rangin nazare 

jivan hain ek ragini 

rup badal ke prem bane jo 

wo hain kamagni 

aha rang me pale, sapno me dhale 

ye hain wo agan tufaa me jale 

jiske sahare rangin nazare 

jivan hain ek ragini 

rup badal ke prem bane jo 

wo hain kamagni

Explore this song