Roman script

jiske pyar me aatho pahar 

mai rahti hu aajkal gum

kya wahi to nahi ho tum

mujhe kya malum

jiske rup ko dekh ke ek din

mai hua tha chakit gumsum

kya wahi to nahi ho tum

mujhe kya malum

ek baat mai tumse puchhu

kyu lagte ho pahchane se

ek baat mai tumse puchhu

kyu lagte ho pahchane se

kabhi kabhi aisa bhi hai hota

kahi ankhiya lad jane se

jisko dekhte hi bikhra tha

mere galo pe kumkum

kya wahi to nahi ho tum

mujhe kya malum

mujhe jab se lubhaya kisi ne

rahti hu mai khoi khoi

apna bhi to haal yahi hai

meri ankhiyo me bhi hai koi

jis jadugar ne jaga di

mere payal me chhum chhum

kya wahi to nahi ho tum

mujhe kya malum

tum kaun ho ab to bata do

achha na kisi ko satana

tum kaun to ab to bata do

achha na kisi ko satana

kabhi kabhi bada pyara lagta

apno ko bhi tadpana

jis chandarmukhi ki chamak se

mere man ka khila tha kusum

kya wahi to nahi ho tum

mujhe kya malum

jiske pyar me aatho pahar mai

rahti hu aajkal gum

kya wahi to nahi ho tum

mujhe kya malum

Explore this song