Roman script

jiske aane se rango me dub gayi hai sham

soch raha hu kisse puchhu us ladki ka naam

rang hai sona, rup hai chandi, aankhe hai nilam

honth hai kaliya, dat hai moti, julfe hai resham

jaise gajal hai, jaise kawal hai, jaise chhalkata jam

soch raha hu kisse puchhu us ladki ka naam

soch raha hu kisse puchhu us ladki ka naam

palko ki chhav, saans ki khushbu, baaho ka sandal

mathe ka suraj, tan ke ujale, chal ki yeh hulchul

jism sunhara, chand sa chehra, dil ke liye aaram

soch raha hu kisse puchhu us ladki ka naam

soch raha hu kisse puchhu us ladki ka naam

husn ki malika, rup ki rani, khwabo ki shahjadi

jabse mili hai, dil me hui hai, khwabo ki aabadi

jis ke liye mai is duniya me le lu har iljam

soch raha hu kisse puchhu us ladki ka naam

soch raha hu kisse puchhu us ladki ka naam

jiske aane se rango me dub gayi hai sham

jiske aane se rango me dub gayi hai sham

soch raha hu kisse puchhu us ladki ka naam

soch raha hu kisse puchhu us ladki ka naam

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song