Roman script

kiska tha intzar kaun ye aa gayi 
kiska tha intzar kaun ye aa gayi 
kaun ye aa gayi kaun ye aa gayi 
are jiska tha intzar dekho wo aa gayi 
sabke hi dil wo aate hi chha gayi chha gayi 
yaar ho jiske tumhare jaise har ho uski batao kaise
batao kaise 
yaar ho jiske tumhare jaise har ho uski batao kaise
batao kaise 
chulbuli chulbuli chulbuli chanchal chanchal kitni sokh jawa
aate uske aayi bahare roshan huaa jaha 
chulbuli chulbuli chulbuli chanchal chanchal kitni sokh jawa
aate uske aayi bahare roshan huaa jaha 
tod du duniya ki diware tere liye sanam 
tune humko yaad kiya to khiche aa gaye hum 
manchli manchli manchli manchli titli jaisi 
bijli dil par giraye 
dono jaha ki khshiya apne aanchal me chhupaye
manchli manchli manchli manchli titli jaisi 
bijli dil par giraye 
dono jaha ki khshiya apne aanchal me chhupaye  
sath jo ho tum mere to halat badal sakti hai 
phulo ki to baat kya sholo par chal sakti hai 
yaar ho jiske tumhare jaise har ho uski batao kaise
batao kaise

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shabbir Kumar, Alka Yagnik

actor: Shekhar Suman, Anuradha Patel, Chander