Roman script

jiska man ho prem ka darpan 

kya kahta hai use zamana 

jiska man ho prem ka darpan 

kya kahta hai use zamana 

ho bandar bhudu anjana

ho bandar bhudu anjana pahchana 

mai na janu darpan warpan

bol tu apna pata thikana

mai na janu darpan warpan

bol tu apna pata thikana

beghar premi diwana

mai to beghar premi diwana pahchana

mai kaun kaha se aaya hu

bhul bhi ja ye baat

nahi aashiq ki hoti hai koi bhi jaat

nahi aashiq ki hoti hai koi bhi jaat

arey ha mai bin soche bin jane

kaise de du hath me hath

nahi nibhti mohabbaat anadi ke sath

nahi nibhti mohabbaat anadi ke sath

jiska man ho prem ka darpan 

kya kahta hai use zamana 

jiska man ho prem ka darpan 

kya kahta hai use zamana 

ho bandar bhudu anjana

ho bandar bhudu anjana pahchana 

ho mai bahki bahki aayi hu pagle

hosh dile zara rakho

meri ungli pakad ke kalai na tham

meri ungli pakad ke kalai na tham

arey ho jo khud jalne ko bekal ho 

wo kyu soche anjan

aaja kar de jawani jawani ke naam

aaja kar de jawani jawani ke naam

arey mai na janu darpan warpan

bol tu apna pata thikana

mai na janu darpan warpan

bol tu apna pata thikana

beghar premi diwana

mai to beghar premi diwana pahchana

jiska man ho prem ka darpan 

kya kahta hai use zamana 

jiska man ho prem ka darpan 

kya kahta hai use zamana 

o bandar bhudu anjana

Explore this song