Roman script

jiska sab se uncha nam jiski sabse unchi shan

jiska sab se uncha nam jiski sabse unchi shan

ye apna hindustan pyara hindustan

ye apna hindustan pyara hindustan

jiska sab se uncha nam jiski sabse unchi shan

jiska sab se uncha nam jiski sabse unchi shan

ye apna hindustan pyara hindustan

ye apna hindustan pyara hindustan

kam na hone denge ham izzat apne desh ki

apni jan se badkar hai kimat apne desh ki

kam na hone denge ham izzat apne desh ki

apni jan se badkar hai kimat apne desh ki

wakt pada to haste haste de denge ham jan 

ye apna hindustan pyara hindustan

ye apna hindustan pyara hindustan

jiska sab se uncha nam jiski sabse unchi shan

ye apna hindustan pyara hindustan

ye apna hindustan pyara hindustan

phul hai apne ghar hai ham sarhad pe angare

maut hai khilona apna sunle dusman sare

phul hai apne ghar hai ham sarhad pe angare

maut hai khilona apna sunle dusman sare

bharat maki raksha karna hai apna iman

ye apna hindustan pyara hindustan

ye apna hindustan pyara hindustan

jiska sab se uncha nam jiski sabse unchi shan

ye apna hindustan pyara hindustan

ye apna hindustan pyara hindustan

ban ke bade ban jayenge desh ke ham rakhwale

mil jul kar failayenge ekta ke ujale

ban ke bade ban jayenge desh ke ham rakhwale

mil jul kar failayenge ekta ke ujale

nehru ji ka sapna ye bapu ka wardan

ye apna hindustan pyara hindustan

ye apna hindustan pyara hindustan

jiska sab se uncha nam jiski sabse unchi shan

jiska sab se uncha nam jiski sabse unchi shan

ye apna hindustan pyara hindustan ye 

apna hindustan pyara hindustan

ye apna hindustan pyara hindustan ye 

apna hindustan pyara hindustan

Explore this song