Roman script

jis din se nazar me aaye ho tum

kuch aur nazar to aaye naa

jis din se nazar me aaye ho tum

kuch aur nazar to aaye naa

ise pyaar kahe ya paagalpan

ho ise pyaar kahe ya paagalpan

dil chain kahin bhi paaye naa

mere khayalo me, rehane lage ho tum

banke hasin nazaare, socha karun main

ye rishta hain apna kya, tum kaun ho hamare

mere khayalo me, rehane lage ho tum

banke hasin nazaare, socha karun main

ye rishta hain apna kya, tum kaun ho hamare

ek tum hi pasand ho meri sanam

koi dusara to bhaaye naa

ise pyaar kahe ya paagal pan

ho ise pyaar kahe ya paagal pan

dil chain kahin bhi paaye naa

duniya ki har khushi, mujhko mili magar

phir bhi hain kuch kami si

dekho to bebasi apni hi zindagi

lagti hain ajnabee si

duniya ki har khushi

mujhko mili magar

phir bhi hain kuch kami si

dekho to bebasi apni hi zindagi

lagti hain ajnabee si

deti hain  maza kyo dil ki chubhan

ye raaz koi samjhaye naa

ise pyaar kahe ya paagal pan

ho ise pyaar kahe ya paagal pan

dil chain kahin bhi paaye naa

jis din se nazar me aaye ho tum

Explore this song