Roman script
jis dil mein pyar na ho us dil mein kyo rahu jis dil mein pyar na ho us dil mein kyo rahu main gam ka aansu kyp rahu aankho se bahata kyo rahu jis dil mein pyar na ho us dil mein kyo rahu jis dil mein pyar na ho jise ghar samjhata hu main us mein koi to hota hai jise ghar samjhata hu main us mein koi to hota hai mera darde dil samjhata mere dukh mein saath hota main dil ke dushmano ko is dil ki kyo kahu main dil ke dushmano ko is dil ki kyo kahu main gam ka aansu kyo banu aankho se bahata kyo rahu jis dil mein pyar na ho us dil mein kyo rahu jis dil mein pyar na ho sadiyo se jindagi mein kuch aag aisi sulagi sadiyo se jindagi mein kuch aag aisi sulagi peekar jahar bhi dekha nahi pyas bujhi mere dil ki is pyas mein hamesha main tadpata kyo rahu is pyas mein hamesha main tadpata kyo rahu main gam ka aansu kyo banu aankho se bahata kyo rahu jis dil mein pyar na ho us dil mein kyo rahu jis dil mein pyar na ho
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Manhar Udhas
- Film / album: Paisa Yeh Paisa (1985)
- Composer: Usha Khanna
- Lyricist: Verma Malik
- Actor: Jackie Shroff
- Actor: Menakshi
- Actor: Nutan
- Actor: Bindu
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Deven Verma
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Pinchoo Kapoor
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Huma Khan
- Actor: Shashi Kiran
- Actor: Paintal
- Actor: Shammi
- Actor: Om Shiv Puri
singer: Alka Yagnik, Manhar Udhas