Roman script
vatan ke rakhwaale, vatan ke rakhwaale jis dharti ke ang ang par rang shahido ne daale jis dharti ke ang ang par rang shahido ne daale us dharti ko daag lage naa us dharti ko daag lage naa, dekh vatan ke rakhwaale vatan ke rakhwaale, vatan ke rakhwaale ye raam aur gautam ki nagri ye raam aur gautam ki nagri, prem ahinsa iski boli prem ahinsa iski boli gunje kahi sufi ki ajaan, kahi gaae bhajan santo ki boli saanjh savere iske sir par saanjh savere iske sir par, ganga jamuna aanchal daale jis dharti ke ang ang par rang shahido ne daale us dharti ko daag lage naa, dekh vatan ke rakhwaale vatan ke rakhwaale, vatan ke rakhwaale aane wale har dushman ko pahle kiya hai pyaar bhi humne phir nahi mana to rakh di hai gardan par talvaar bhi humne mom bhi hai faulaad bhi hai hum, bharat ma ki god ke paale jis dharti ke ang ang par rang shahido ne daale us dharti ko daag lage naa, dekh vatan ke rakhwaale vatan ke rakhwaale, vatan ke rakhwaale vatan ke rakhwaale, vatan ke rakhwaale
Song details
- Singer: Mahendra Kapoor
- Film / album: Watan Ke Rakhwale (1987)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Mithun Chakraborty
- Actor: Sunil Dutt
- Actor: Dharmendra
- Actor: Sridevi
- Actor: Moushmi Chatterjee
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Kader Khan
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Lalita Pawar
Song video
actor: Mithun Chakraborty, Dharmendra, Sridevi, Ashok Kumar, Sunil Dutt, Moushumi Chatterjee, Divya Rana