Roman script

jis baat se darte the wo baat ho gayi

jis baat se darte the wo baat ho gayi

hum dono mile akele me barsat ho gayi

jis baat se darte the wo baat ho gayi

jis baat se darte the wo baat ho gayi

hum dono mile akele me barsat ho gayi

jis baat se darte the wo baat ho gayi

pahle to kabhi aisi rut pyar ki na aayi

pahle to kabhi aisi rut pyar ki na aayi

ambar pe kabhi pahle aisi ghata na chhayi

tan badan jal gaya aag kya hai lagi

kya kahu jane man pyas kya hai jagi

aankhe to mili ujale me kyu raat ho gayi

jis baat se darte the wo baat ho gayi

jis baat se darte the wo baat ho gayi

jadu sa jaga jaye mahaki hui fizaye

jadu sa jaga jaye mahaki hui fizaye

kanta sa chuba jaye madhosh ye hawaye

kya jalan kya chuban kya nasha cha gaya

kuch bhi ho dilruba par maza aa gaya

tarse jo do diwane to mulakat ho gayi

jis baat se darte the wo baat ho gayi

jis baat se darte the wo baat ho gayi

hum dono mile akele me barsat ho gayi

jis baat se darte the wo baat ho gayi

wo baat ho gayi wo baat ho gayi

Explore this song