Roman script

jinke charano mein rahte hai taare
jinke charano mein rahte hai taare
aaj mehmaan banenge hamare 
aaj mehmaan banenge hamare 
jinke charano mein rahte hai taare
jinke charano mein rahte hai taare
raat ko chandarma ban ke aaye 
raat ko chandarma ban ke aaye 
mere viraan ghar ko basaayen
mere viraan ghar ko basaayen
phool masum muh se giraaye 
phool masum muh se giraaye 
ham to jeete hai unke sahare 
ham to jeete hai unke sahare 
jinke charano mein rahte hai taare
jinke charano mein rahte hai taare
raat ko chandarma ban ke aaye 
raat ko chandarma ban ke aaye 
mere viraan ghar ko basaayen
mere viraan ghar ko basaayen
phool masum muh se giraaye 
phool masum muh se giraaye 
ham to jeete hai unke sahare 
ham to jeete hai unke sahare 
jinke charano mein rahte hai taare
jinke charano mein rahte hai taare
aaj mehmaan banenge hamare 
aaj mehmaan banenge hamare 
jinke charano mein rahte hai taare
jinke charano mein rahte hai taare

Song details

Song video

Watch on YouTube