Roman script

jay jay ram siya ram siya ram siya ram 

jay jay ram siya ram siya ram siya ram 

jjinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai

jjinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai

aage aage ram chalt hai aage aage ram chalt hai 

piche lakshman bhai 

koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma

koushlya tohre anganwa ma

jinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai

aage aage ram chalt hai

piche lakshman bhai koushlya tohre anganwa ma

koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma

jjinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai

jay jay ram siya ram siya ram siya ram 

jay jay ram siya ram siya ram siya ram 

bahart shatrughan se hai devar ho 

bahart shatrughan se hai devar

sita sneh lutati jin par gun avgun ye kuch na jane

maat pita ko tirath mane

dasharath ji ke char ladle dasharath ji ke char ladle

tulsi ki choupai koushlya tohre anganwa ma

koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma

jinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai

ram ki koi bahen na thi ram ki koi bahen na thi

unko shayad yahi kami thi is ghar me hai choti bahna

har bhai ka sukh aur chaina is ghar me hai choti bahna 

har bhai ka sukh our chaina

baat baat me khel karat nandi aur bhojaayi

koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma

koushlya tohre anganwa ma

jinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai

aage aage ram chalt hai piche lakshman bhai 

koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma

koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma

koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma

kitna bhajan karo kitna jatan karo 

aaya samaye kabhi talta nahi

aaya samaye kabhi talta nahi

swarth ki dharti par boya jo patthar

par poudha kabhi bhi falta nahi

par poudha kabhi bhi falta nahi

ravan sa abhimani karta tha manmani

ravan sa abhimani karta tha manmani

duniya se khud hi jata raha

sita ki shakti ko lakshaman ki bhakti ko 

sansar gito me gata raha sansar gito me gata raha

raghukul rit sada chali aai pran jai par vachan na jaai 

koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma

koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma

Explore this song