Roman script

tarazu ke bas do thaal hai

ek ore hum dooje mein khwaab hai

zindagi ye pareshaan hai

ganimat hai tu hai yaha

jeene mein aaye maza

khareeda nahi jaata khwaab hai

kiraya bhi aisa lajawab hai

zindagi ye pareshaan hai

ganimat hai tu hai yaha

jeene mein aaye maza

tu jo mila jaaga khwaab hai

khoyi huyi meri kitaab hai

muskaya sa aadaab hai

jeene mein aaye maza

sustaye mausam aabaad hai

hawao ke rukh humse naraz hai

zindagi ye pareshaan hai

ganimat hai tu hai yaha

jeene mein aaye maza

tu jo mila chhida saaz hai

khamoshi ko mili aawaaz hai

behti hawa ka ehsaas hai

jeene mein aaye maza

bigda hua hisaab hai

thoda nafa thoda nuksan hai

zindagi ye pareshaan hai

ganimat hai tu hai yaha

jeene mein aaye maza

Explore this song