Roman script

zindagi train hain waqt ke track pe 
lamho ke khoch me hum musafir yaha 
zindagi train hain waqt ke track pe 
zindagi train hain waqt ke track pe 
lamho ke khoch me hum musafir yaha 
lamho ke khoch me hum musafir yaha 
chalte hi ja rahe hain yaha se vaha
har ghadi har pal roj shamo subah
chalte hi ja rahe hain yaha se vaha
har ghadi har pahel roj shamo subah
isme din hain kahi to kahi rain hain 
zindagi train hain waqt ke track pe 
sabki manjil hain tay sabka rasta hain tay
sabka milna hain tay aur bichhadna hain tay
sabki manjil hain tay sabka rasta hain tay
sabka milna hain tay aur bichhadna hain tay
sabka rukna hain tay or chalna hain tay
tay hain gam aur khushi tay hain sab haadse
kayi station hain chhod te kayi main hain
zindagi train hain waqt ke track pe 
lamho ke khoch me hum musafir yaha 
lamho ke khoch me hum musafir yaha 
chalte hi ja rahe hain yaha se vaha
har ghadi har pahel roj shamo subah
chalte hi ja rahe hain yaha se vaha
har ghadi har pahel roj shamo subah
isme din hain kahi to kahi rain hain 
zindagi train hain waqt ke track pe 
zindagi train hain waqt ke track pe 
zindagi train hain waqt ke track pe 
zindagi train hain waqt ke track pe

Song details