Roman script

jindagi mein nayi baat hone ko hai

aasmaano ka ab saath hone ko hai

jaate huye kehte hai pal

shuru ho gayi nayi daastaan

badle hue din raat hai, badla sama

jindagi mein nayi baat hone ko hai

aasmaano ka ab saath hone ko hai

ye hawaaye jo aayi hai

khwaab aankhon mein laayi hai

khwaaishein dil mein jine ki

phir jagaayi hai, phir jagaayi hai

pyaar mein rab ko dekha hai

ya nigaaho ka dhokha hai

baarishon ki jubaan se suna 

rab aisa hai, tere jaisa hai

jindagi mein nayi baat hone ko hai

aasmaano ka ab saath hone ko hai

jaate huye kehte hai pal

shuru ho gayi nayi daastaan

badle hue din raat hai, badla sama

jindagi mein nayi baat hone ko hai

aasmaano ka ab saath hone ko hai

Explore this song