Roman script

zindagi yu huyi basar tanha

zindagi yu huyi basar tanha

kaafila sath aur safar tanha

zindagi yu huyi basar tanha

apne saaye se chauk jate hain

apne saaye se chauk jate hain

umar gujri hai is kadar tanha

umar gujri hai is kadar tanha

raat bhar bolte hain sannate

raat bhar bolte hain sannate

raat kaate koi kidhar tanha

raat kaate koi kidhar tanha

din gujarta nahi hai logo me

din gujarta nahi hai logo me

raat hoti nahi basar tanha

raat hoti nahi basar tanha

humne darwaje tak to dekha tha 

humne darwaje tak to dekha tha 

phir na jane gaye kidhar tanha

phir na jane gaye kidhar tanha

kaafila sath aur safar tanha

zindagi yu huyi basar tanha

Explore this song