Roman script

zindagi ke khel me 

kaun ye jane ke hona hai kya

zindagi ke khel me 

kaun ye jane ke hona hai kya

jo bhi hona hai wo to hoga

na soch tu kya hoga

zindagi ke khel me 

kaun ye jane ke hona hai kya

kaha se chale, kaha aaye ham

kaha se chale, kaha aaye ham

hame le chale kaha ye kadam

aane vala hai jo lamha kya dikhayega

ho agla mausam jane kaise gul khilayega

badli jo rut yaha to jane kaisi chalegi hawa

jo bhi hona hai wo to hoga

na soch tu kya hoga

zindagi ke khel me 

kaun ye jane ke hona hai kya

jise khel ham samajhate rahe

jise khel ham samajhate rahe  

pata ye chala ke wo pyar hai

kal jo apna rasta tha ab wo manjil hai

o kal ki sari duniya jane, aaj bas dil hai

dekho ham dono se hona hai 

sara zamana khafa

jo bhi hona hai wo to hoga

na soch tu kya hoga

zindagi ke khel me 

kaun ye jane ke hona hai kya

Explore this song