Roman script

jeena to hai par aye dil kahan

jeena to hai par aye dil kahan

arey baithu to, nahi milti hain jami ho 

main udna chahu to hain dur aasma

na raaj koyi na koyi meharba

na kahin koyi bijli, na koyi aashiya

na raaj koyi na koyi meharba

na kahin koyi bijli, na koyi aashiya

arey baithu to, nahi milti hain jami ho 

main udna chahu to hain dur aasma

jeena to hai par aye dil kahan

jalta hain badan kahin saya nahin

kisi aanchal ke badle hain sulagta dhuaa

jalta hain badan kahin saya nahin

kisi aanchal ke badle hain sulagta dhuaa

arey baithu to, nahi milti hain jami ho 

main udna chahu to hain dur aasma

jeena to hai par aye dil kahan

jeena to hai par aye dil kahan

Explore this song