Roman script

jina hai jina hai marke bhi

jina hai jina hai marke bhi

jina ho jina ho jina ho jina ho

jakhmo ka saat samandar 

behane de saanson ke andar

jakhmo ka saat samandar 

behane de saanson ke andar

tanha hai to kya hai tanha tanha ji le

jina ho jina ho jina

bhul ja saari biti baatein 

woh tere kis kaam ki

mehfile tu rangin karle 

aanewaale shaam ki

bhul ja saari biti baatein 

woh tere kis kaam ki

mehfile tu rangin karle 

aanewaale shaam ki

jakhmo ka saat samandar 

behane de saanson ke andar

jakhmo ka saat samandar 

behane de saanson ke andar 

tanha hai to kya hai tanha tanha ji le

jina ho jina ho jina

dhoop mein bhi chhanv hogi 

do kadam chal saath re

ghum ke saaye mein khushi hai 

maan meri baat re

dhoop mein bhi chhanv hogi 

do kadam chal saath re

ghum ke saaye mein khushi hai 

maan meri baat re

jakhmo ka saat samandar 

behane de saanson ke andar

jakhmo ka saat samandar 

behane de saanson ke andar

tanha hai to kya hai tanha tanha ji le

jina ho jina ho jina

jina hai jina hai marke bhi

jina hai jina hai marke bhi

jina ho jina ho jina jina

jina ho jina ho jina jina

jina ho jina ho jina jina

jina ho jina ho jina jina

Explore this song