Roman script

jin raato ki bhor nahi hain

aaj aisi hi raat aayi

jin raato ki bhor nahi hain

aaj aisi hi raat aayi

bojh se gam ke dub gaya dil

sagaar ki hain gahrai

raat ke taaro tum hi bata do

meri wo manzil hain kahan

raat ke taaro tum hi bata do

meri wo manzil hain kahan

pagal bankar jiske liye main

kho baitha hu dono jahan

pagal bankar jiske liye main

kho baitha hu dono jahan

jin raato ki bhor nahi hain

aaj aisi hi raat aayi

raah kisi ki huyi na roshan

jalna mera bekaar gaya

raah kisi ki huyi na roshan

jalna mera bekaar gaya

lut gayi taqdeer mujhe

main jeet ke baazi haar gaya

lut gayi taqdeer mujhe

main jeet ke baazi haar gaya

jin raato ki bhor nahi hain

aaj aisi hi raat aayi

bojh se gam ke dub gaya dil

sagaar ki hain gahrai

jin raato ki

Explore this song