Roman script

jin ankho ki nind haram hui

un ankho ka haal wo kya jane

jin ankho ki nind haram hui

un ankho ka haal wo kya jane

kyu palko ko ashko se pyar hua

kyu jina bawal wo kya jane

kyu palko ko ashko se pyar hua

kyu jina bawal wo kya jane

kyu kanpte hotho pe kuch bhi nahi 

kyu dil me tamanna hai sahmi hui 

kyu kanpte hotho pe kuch bhi nahi 

kyu dil me tamanna hai sahmi hui 

aa-aa ke satata rahta hai

aa-aa ke satata rahta hai

kyu unka khayal wo kya jane

aa-aa ke satata rahta hai

kyu unka khayal wo kya jane

jin ankho ki nind haram hui

un ankho ka haal wo kya jane

din chain se jinke guzarte ho

aur raate ho jinki nind bhari 

din chain se jinke guzarte ho

aur raate ho jinki nind bhari 

ek pyar ke mare huye dil ka

ek pyar ke mare huye dil ka

behaal sa haal wo kya jane

ek pyar ke mare huye dil ka

behaal sa haal wo kya jane

jin ankho ki nind haram hui

un ankho ka haal wo kya jane

Explore this song