Roman script

hey jigar tham lo ke main aa gaya hu 

hasino ki mehfil me ha main chha gaya hu

jigar thaam lo ke main aa gaya hu 

hasino ki mehfil me ha main chha gaya hu

ye dil kiska

ye dil hai kiska mera mera mera

jigar thaam lo ke main aa gaya hu 

hasino ki mehfil me ha main chha gaya hu

ye raat ye nasha ye sulagte badan

dil me jagi huyi koi mithi agan 

ye rat ye nasha ye sulgate badan

dil me jagi huyi koi mithi agan 

husn hi husn hai ha ab yaha se waha ha 

hosh hai kise hum kaha dil kaha

ho jigar thaam lo ke main aa gaya hu 

hasino ki mehfil me ha main chha gaya hu

are ye dil kiska

ye dil hai kiska mera mera mera

khel saara yaha sirf daulat ka hai

saude hai jism ke naam chahat ka hai

khel saara yaha sirf dolat ka hai

sode hai jism ke naam chahat ka hai   

jeb jab tak bhari har khushi hai yaha

yaaro paise bina zindagi hai kaha

oo ho jigar tham lo ke main aa gaya hu 

hasino ki mehfil me ha main chha gaya hu

are ye dil kiska

ye dil hai kiska ye dil hai kiska

Explore this song