Roman script

ji le bande chain se, pi le uska naam 

hai dua malang ki, wo lega aansu thaam 

wo lega aansu thaam 

dono bande ponchh le aansu jara

aankh me kyu dard ka saagar bhara

dono bande ponchh le aansu jara

aankh me kyu dard ka saagar bhara

tujhe dubne dega nahi 

tujhe dubne dega nahi, allah kinaare pe khada

saanse di hai, shaan aur shaukat bhi wo dega dega 

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

uske khajaane bhare huye hai 

taare falak pe saje huye hai 

uske khajaane bhare huye hai 

taare falak pe saje huye hai

kya sochata hai maang le 

kya sochata hai maang le, daata ka dar to hai khula

saanse di hai shaan aur shaukat bhi wo dega dega 

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

kya hai tera kya hai mera, duniya hai do din ka dera 

kya hai tera kya hai mera, duniya hai do din ka dera 

kar bhala hoga bhala 

kar bhala hoga bhala, uski najar tujhpe sada

saanse di hai, shaan aur shaukat bhi wo dega dega 

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

allah dega dega maula dega

Explore this song