Roman script

naina milaay ke mose naina

naina milaay ke, naina milaay ke

jhuth kapat chhal kini

jhuth kapat chhal kini mose naina

mose naina milaay ke, mose naina milaay ke

palko me band kar lini, palko me band kar lini

jhuth kapat chhal kini

jhuth kapat chhal kini mose naina

mose naina milaay ke, mose naina milaay ke

palko me band kar lini, palko me band kar lini

chikani maati bis aagan ki haay

haan chikani maati bis aagan ki

chikani maati bis aagan ki

chikani maati bis aagan ki

dhad se phisalvaay dini, dhad se phisalvaay dini 

saavan me bulaay ke, saavan me bulaay ke

jhuth kapat chhal kini

jhuth kapat chhal kini mose naina

mose naina milaay ke, mose naina milaay ke

palko me band kar lini, palko me band kar lini

sudh budh khoyi hos udhaay haay

haa sudh budh khoyi hos udhaay

sudh budh khoyi hos udhaay 

sudh budh khoyi hos udhaay 

chhu-mantar kar dini, chhu-mantar kar dini 

hamka chhu ke chhuvaay ke, hamka chhu ke chhuvaay ke

jhuth kapat chhal kini

jhuth kapat chhal kini mose naina

mose naina milaay ke, mose naina milaay ke

palko me band kar lini, palko me band kar lini

Explore this song