Roman script

duniya se pare ek vaadi hai 

us vaadi mein ek nagri hai

us nagri mein din raat alag 

us nagri ki har baat alag

ha sun sun sun sun satayvachan tu

hai choti si nagri jis ki ye kahani hai

jaha baarah mahine jo rut hai suhani hai

jaha pedo ki chaaya bichhti hai raste raste

jaha daali daali se hain phul baraste

hai choti si nagri jis ki ye kahani hai

jaha baarah mahine jo rut hai suhani hai

jaha pedo ki chaaya bichhti hai raste raste

jaha daali daali se hain phul baraste

anjaan duniya se log hain sabhi 

nagri ye kab se hai wahin ki wahin

anjaan duniya se log hain sabhi 

nagri ye kab se hai wahin ki wahin

jhunjhunjhun jhunjhunjhujhun jhunjhun makadstrama

ho kaisi nagri banai rama

jhunjhunjhun jhunjhunjhujhun jhunjhun makadstrama

ho kaisi nagri banai rama

logo ke apne khushi aur gham hain

duniya ki baate sochte kam hain

inki ye bedhayani karti hai kaisi haani

bhole jano ko baato mein lake

kuch bahla ke kuch behka ke

bante hain jo gyani karte hain beimaani

jaha pedo ki chaaya bichhti hai raste raste

jaha daali daali se hain phul baraste

anjaan duniya se log hain sabhi 

nagri ye kab se hai wahin ki wahin

anjaan duniya se log hain sabhi 

nagri ye kab se hai wahin ki wahin

jhunjhunjhun jhunjhunjhujhun jhunjhun makadstrama

ho kaisi nagri banai rama

jhunjhunjhun jhunjhunjhujhun jhunjhun makadstrama

ho kaisi nagri banai rama

chupke se phaila hai jo andhera 

us mein laga hai jhoot ka dera

saara ye jo chhal hai, bas pal do pal hai

hat jayenge aankho se jaale 

jaag uthenge sone waale

aane ko wo kal hai, sunle jo nirbal hai

jaha pedo ki chaaya bichhti hai raste raste

jaha daali daali se hain phul baraste

anjaan duniya se log hain sabhi 

nagri ye kab se hai wahin ki wahin

anjaan duniya se log hain sabhi 

nagri ye kab se hai wahin ki wahin

jhunjhunjhun jhunjhunjhujhun jhunjhun makadstrama

ho kaisi nagri banai raama

jhunjhunjhun jhunjhunjhujhun jhunjhun makadstrama

ho kaisi nagri banai raama

jhunjhunjhun jhunjhunjhujhun jhunjhun makadstrama

Explore this song