Roman script

jhumta gaata sawan aaya par na laya sajan ko

jhumta gaata sawan aaya par na laya sajan ko

jo sawan bin sajan aaye aag lage us sawan ko 

jhumta gaata sawan aaya par na laya sajan ko

jo sawan bin sajan aaye aag lage us sawan ko 

jhumta gaata sawan aaya sawan aaya

rimjhim rimjhim barkha barse

aise me priyatam ye manwa tere milan ko tarse

sakhiya jhule haye pyar ke jhule

usko jhula kon jhulaye jisko sajan bhule

o aaja piya aaja re jhulna jhula ja re

o aaja piya aaja re jhulna jhula ja re

takte hai nain teri rah din rain tu 

ab to darash dikha ja re tere naam ki 

tere naam ki rat lagi hai

man tadpe tere darshan ko 

jo sawan bin sajan aaye aag lage us sawan ko 

jhumta gaata sawan aaya sawan aaya

Explore this song