Roman script

jhuki jhuki nazar utha zara meri nazar me aa 

mai tujhse kah rahi hun kya jabab de sawal ka 

agar main tujhse ye kahun ki mujhko tujhse pyar hai 

meri baat pe tujhe kaha tak atwaar hai 

agar mai tujhse ye kahu 

badi hasin raat hun bade maze ki baat hun 

badi hasin raat hun bade maze ki baat hun 

tujhe yakin ho na ho mai zindgi ka sath hun 

agar main tujhse ye kahun ki mujhko tujhse pyar hai 

dabe dabe khyaal ko nigaah se utha le tu 

dabe dabe khyaal ko nigaah se utha le tu 

umang jhum jhum uthe bhawar ka dil me jaan tu 

agar main tujhse ye kahun ki mujhko tujhse pyar hai 

kadam utha sakega tu na dil bacha sakega tu 

kadam utha sakega tu na dil bacha sakega tu 

mujhe ye atwaar hai na uth ke ja sakega tu 

na uth ke ja sakega tu

Explore this song