Roman script

jhuke hai badal balo ke

chhue hai gulshan galo ke yahi to mausam

aankho se pine ka hai suno ji kangana diwane

sambhal ke chalna kya jane

yahi to mausam masti me jhum le sahi

chhedo na saiya mujhe aati hai angdaiya

sapne me milti hai pyar ki tanhaiya

chahat ka ye din suhana suhana

bhul na jana ji bana ke diwana

jhuke hai badal balo ke

chhue hai gulshan galo ke yahi to mausam

aankho se pine ka hai suno ji kangana diwane

sambhal ke chalna kya jane

yahi to mausam masti me jhum le sahi

komal si hu koi tir mat marna

hey mar jaunga na yu pyar se pukarna

aise me dekho hume na satana

bhul na jana ji bana ke diwana

jhuke hai badal balo ke

chhue hai gulshan galo ke yahi to mausam

aankho se pine ka hai suno ji kangana diwane

sambhal ke chalna kya jane

yahi to mausam masti me jhum le sahi

mai to chali dekho pyar ki ada me

lut chuke hum to na aur daka daliye

dil ko churaya magar na churana

bhul na jana ji bana ke diwana

jhuke hai badal balo ke

chhue hai gulshan galo ke yahi to mausam

aankho se pine ka hai suno ji kangana diwane

sambhal ke chalna kya jane

yahi to mausam masti me jhum le sahi

Explore this song