Roman script

ha jhumti raat jawa jagmagata ye jaha

ha jhumti raat jawa jagmagata ye jaha

do ghadi ka hai sama koi nahi jane yaha 

jhumti raat jawa jagmagata ye jaha

do ghadi ka hai sama koi nahi jane yaha 

hath me sath liye dil me ek raaz liye 

hum chale aaj kaha koi nahi jane yaha 

ha jhumti raat jawa jagmagata ye jaha

do ghadi ka hai sama koi nahi jane yaha 

jhumti raat jawa jagmagata ye jaha

phir na aayegi ye wo raat hai samjhe na koi aisi baat hai 

phir na aayegi ye wo raat hai sanmjhe na koi aisi baat hai 

kehne wala to kahe log anjane rahe 

ye isharo ki jaba koi nahi jane yaha 

jhumti raat jawa jagmagata ye jaha

do ghadi ka hai sama koi nahi jane yaha 

jhumti raat jawa jagmagata ye jaha

teri aarzoo meri aarzoo tere dil me mai mere dil me tu 

teri aarzoo meri aarzoo tere dil me mai mere dil me tu 

o bas yahi baat chale din chale raat chale 

kise hai ye dilojaa koi nahi jane yahan 

jhumti raat jawa jagmagata ye jahan

do ghadi ka hai sama koi nahi jane yahan 

jhumti raat jawa jagmagata ye jahan

ek naam sau gum jaga gaya tum mile koi yaad aa gaya 

ek naam sau gum jaga gaya tum mile koi yaad aa gaya 

o mai kise yaad karu dil ko barbad karu 

mere jakhmo ke nisha koi nahi jaane yaha 

jhumti raat jawa jagmagata ye jaha

do ghadi ka hai sama koi nahi jane yaha 

hath me sath liye dil me ek raaz liye 

hum chale aaj kaha koi nahi jane yaha 

jhumti raat jawa jagmagata ye jaha

do ghadi ka hai sama koi nahi jane yaha

Explore this song